Dosto ,Paypal Kya hai??? Paypal ek online banking service hai,PayPal through App Out Of Country me Balance Transfer bhi Kar sakte ho aur Balance recive bhi kar sakte ho,Dosto PayPal me Kata Kholna Bilkul Simple Hai,To chale Paypal me khata Kaise kholte wo sikhlate hai??
➤App Mera Vedio bhi dekh sakte ho vedio dekhne ke liye yha click kre paypal
step 1: Search on google Paypal
step 1: Search on google Paypal
step 2: click on the sign up
step 3:Select Individual Type of Account
step 4: Appko apna country,email aur password dal ke Continue ke button par click karna hai
step 5: Dosto niche diye gay form khulega isme aapki sabhi detail enter karke ag
ree button per right ki nisani karke agree and create account par click karna hai
Step 6: Dosto, Aab aapko apna credit or debit card add krne ko kah rahe hai Lekin Dosto Ae aapko link nahi karna hai isliya aap I'II link my card later par click karo
step 7: Dosto ,aab aapko Yes, Skip it per click karna hai
Step 8: Aab aapko Complate your Task per click karna hai
step 9: Dosto, Ye step Sabse Mahatavpurn hai isme aapko 4 step purn karna hai
➤Confirm Mobile
Isme apka mobile Number verification Karna
➤Confirm Email
Isme Apka Email Id Verification karna hai
➤Link a credit or Debit
Isme Apka Credit Athva to Debit card Link karna hai
➤Link a Bank Account
Isme apna Bank account detail dalna hai like..Account number. Is verification me paypal Apke Khate me minimum balance jma karega aur jo aapke khate me paypal through balance aa jayega to aapka paypal puri tarah se verify ho gaya
Thanks for reading
Dosto,Apko Mera Post Achha lage to dostoko share kijiye aur Koi bhia adhik jankari ke liye comment me likhiye
Dosto,Apko Mera Post Achha lage to dostoko share kijiye aur Koi bhia adhik jankari ke liye comment me likhiye
Post a Comment