Namste Dosto,Apke man aisa saval hoga ke meri site search engine me dikhay nahi deti hai to Apko Apni website Search engine me dikhane ke liye apni site ka sitemap search engine me submit karna hai,To chale dosto hum Apna Sitemap search engine me submit karte hai
step 1: Login in to bing,bing ko kholne ke liye yha click kare www.bing.com
step 1: Login in to bing,bing ko kholne ke liye yha click kare www.bing.com
step 2: Is link per click karke apni site submit karo Submit you site here
Yha URL me apna website ka link dale aur Capcha code dalke submite kare
step 3: Ab ek new windows open hoga niche ki photo jaisa
URL me apni website ka URL and
Add sitemap me sitemap ki link dalni hai jaisi maine niche ki photo me dali hai apko sirf apni url ki pichhe /sitemap.xml dalna hai bad me Add button par click karna hai
Ab Apko Website ko bing me verify karna hai
step 4: Sabse pahele Bing ke home page pe jaye click here www.bing.com
dashboard->Configure my site->verify ownship par jaye step by step image dekhiya
step 5: Ab Apko last photo me Option 2 dikhay de rha hai us code ko copy karna hai
step 6: Dosto Ab aap apni website ke template me HTML code me jay aur<head> tag search karna apko copy kiya huva ling
<head>
paste your code
</head> ke bich me copy karna hai,save template par click karke vapas bing par verify karna hai
Thank for Reading
Dosto,apko mera post achha laga to shere kare aur is post ki adhik mahiti ke liye comment kare
Post a Comment